Posted by Ravneet in
on
-
1.pay ur duties,rights vil not be left.agar ham ani duties puuri kate chale jaye to hame rights ke liye ladhna nahi padhega.
2.corruption ko control karne ke liye anti corrution ka bill pass karvane ke liye fir crruption ka hi raasta apnaate hai.kya kar rahe hai kuch pata nahi.
3.sharir jaldi mai hai , lekin anubhav der mai pakte hai.kehne ka bhav........sharir ki umar to badhti jaa rahi hai lekin anubhav ham dheere dheere prapt kate hai kai saal kharab ho jate hai.kuch logo ko to ye bhi kehte suna hai ki kaash ham buzurg hi paida hote taaki saare anubhav hame pehle se hi hote hame zindagi jeene ke liye aasaani ho jaati lekin hakikat ye hai ki fir hame buzurg banne ke baad fir bacha banna padta to anubhavo ka kya faida hota.
4.vair karna,dvesh karna,ghrina karna,kisi ko neecha dikhana to bahut hi asaan kaam hai l jo saari duniya kar rahi hai lekin iske vipreet sab se pyar karna,vishalta dikhaana,sehansheelta dikhaana,vinamrata dikhana bahut hi kathin kaam hai jo keval sant mahatma hi karte hai.water se water par water likhna bahut hi mushkil kaam hai lekin sand se sand par sand likhna bahut hi assan kaam hai.
5.jo bhi sajjan apna nazariya santo vaala bana lete hai vo khud bhi sunder dhang se jeete hai aur duusro ko bhi sunder dhang se jeene ke liye prerna date hai,vo viveki jan kehlaate hai aur sunder vataavaran banaaye rakhte hai.........dhan nirankar ji.
Popular Articles
-
1.pay ur duties,rights vil not be left.agar ham ani duties puuri kate chale jaye to hame rights ke liye ladhna nahi padhega. 2.corruption k...
-
Ek din sant kabir Ji, har roj ki tarah Bhaktimay vatavaran se aanandit hokar apna kam kar rahe the. Kuchh hi der me ek sajjan aata he aur a...
-
Harman Arora बाबा जी ने कहा संतो के अमोलक शब्द शीशे की तरह होते है जैसे शीशा में से इन्सान अपनी बाहरी खामियों को देखता है और उन...
-
64th Samagam aa raha hai, sare Bichhdey huy sant vapas mil jaate hain, mano esaa lagta hai, Ek hee parivar ke saddasye kanhee Bichhad gaye...
Saints join Voice Divine on your mobile for details (Baba ji Tour , Thoughts, Quote.etc) type a message from your Mobile as same as given : ON VOICE_DIVIINE and send it to 9870807070 : any questions mail us on rsdhami@snmharyana.co.cc


